Friday, May 7, 2010

lucknow aur wo din

14th march,10 me main aur mere frnds apne dessertation work ke liye gaye the. 15th march yani BSP ke janak manniy Kanshi ram ji ki 76 vi jayanti.... lucknow ki lighting sev sazi wo har road, pratyek park, chaurahe ko dekh man me ek hi oues. bar bar uth raha tha ki sadak ke kirane futpath pe baithe bacchhe jo es lalasa se har jate aate logo ki or dekh rahe the ki shayad unhe kuchh wo de de. lekin har aata jata vyakti sirf sazawat ko hi dekh raha tha aur unhe dutkar raha tha jabki sarakar ko kosh raha tha.

1 comment: